.

Exam Ki Tayari Kaise Kare – Padhai Karne Ke Tarike

Tags: Exam Ki Tayari Kaise Kare, Exam Me Achche Marks Kaise Laye, Exam Kaise Deni Chahiye. Exam Kaise De, Pariksha Ki Tayari Kaise Kare, Pariksha Me Achche Marks Kaise Laye. Pariksha Kaise Deni Chahiye, Pariksha Kaise De, 10 Ki Study Kaise Kare, 12 Ki Study Kaise Kare, Padhai Kaise Kare

Exam Ki Tayari Kaise Kare – Padhai Karne Ke Tarike
Exam Ki Tayari Kaise Kare – Padhai
Exam Ki Tayari Kaise Kare -Padhai. Hum agar saal bhar puri mehanat aur lagan ke saath padhte hai. Aur hamari mehnat hame dikhai na de hame us hisaab se number na mile to bahoot dukh hota hai ki aisa hamare saath hi kyun hota hai. Asal me ye jaydatar sabhi ke saath hota hai.  Exam ka samay najdeek aate hi yuvaon ke dil ki dhadkan badhne lagti hai. Kitni hi mehnat ki ho, nervous ho jana aam baat hai. Exam Ki Tayari Kaise Kare – Kai kishore to pariksha hall me ghuste hi sab bhul jate hai. Aise me kuch jyotish upaye kargar ho sakte ahi – padhaai ke saath inhe bhi apnaye aur dekhe chamtkaar.
Exam Ki Tayari Kaise Kare – Padhai
Pariksha ka sambandh smaran shakti se hai. Jo budhi ki den hai. Budhi ko majbut karne ke liye khub salad aur hari sabjiyan khayen. Ganesh ji ke darshan kare.  Gaay ko hari ghas khilaye. Kundali ki sthiti ke anusar panna pehnne se laabh hota hai. Shankhpushpi ka sevan se bhi laabh hota hai.
Pariksha bhavan me mansik santulan ka kark hai chandrama. Chandrama ka majbut hona aatmavishvas badhata hai. Safed vastu ka sevan karne se, daan karne se, shiv ke darshan aur shiv chalisha padhne se, kanishth ungli me chandi ka challa pehanne se aur chandi ke glass me pani pine se Chandra majbut hota hai.  Kundli me chandra ki sthiti anusar moti pehnne se laabh hota hai. (Exam Ki Tayari Kaise Kare).
Kuch any upaye
Tulsi ke patton ko mishri ke saath piskar pratidin uska ras pine se smaran shakti badhti hai.
Imli ke patton ko pushy nakshtra ke din apni pustak me rakhe.
Pushy nakshtra me “yogeshvar shrikrishan prashnoo bhav “ mantra ko sunheri cap vale laal rang,  laal sihahi ke pen se 31 baar likhen,  108 baar jaap karke apne saath le jayen.
Pariksha havan me jaane se pehle “guru grah gaaye padhan raghurai alap fal vidya sab aayi”  chopai ka 108 baar jaap karne se safalta milti hai.
Padhai me man na lagne par mangalvaar ke din masur ki laal dal laal kapde ki theli me daalkar pocket me rakhe,  padhne me ruche jagegi.
Kuch aur upaye jo aap asani se ajma sakte hai
Pariksha dene jab bhi jaye to use 1 ghanta pehle kuch bhi na padhe apna dimag shant rakhe. Apne aapko hansi majak me us waqt vyast rakhe.
Pariksha se pehle neend ka pura hona bahoot jaruri hai. Isliye neend puri karke hi jaaye na ki puri raat padhai karni hai.
Jaane se pehle apne aapko fresh karke jaaye.
Pariksha me aaye sare sawal ko ek baar achche se aur thande dimag se pura prashna padh le uske baad job hi aata hai uspar nishan lagle.
Sabse pehle jo bhi prashna aapko aata hai use kare na ki dusre prashna par apna samay barbad kare.
Hamesha vo line hi likhe jiska matlab nikalata ho faltu ki line likh ke apana kimti waqt barbad na kare.
Bhale aap chota utar likhe par uska matlab niklata ho vo hi kafi hai hai.
Is tarah ke kuch tips apna ke aap jarur ache number se pass honge.
Tags: Exam Ki Tayari Kaise Kare, Exam Me Achche Marks Kaise Laye, Exam Kaise Deni Chahiye. Exam Kaise De, Pariksha Ki Tayari Kaise Kare, Pariksha Me Achche Marks Kaise Laye. Pariksha Kaise Deni Chahiye, Pariksha Kaise De, 10 Ki Study Kaise Kare, 12 Ki Study Kaise Kare, Padhai Kaise Kare.
Labels:

Post a Comment

Popular Posts

MKRdezign

Contact Form

Name

Email *

Message *

Design & SEO by TechNetSurf. Powered by Blogger.
Javascript DisablePlease Enable Javascript To See All Widget